Sun zaalima mere
Sanu koi dar na
Ki samjhega jamana
Tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishq da rog sayaana..
Ishq da rog sayaana..
Sun Mere humsafar
Kya tujhe itnisi bhi khabar
Sun mujhe humsafar
Kya tujhe itnisi bhi khabar
Ki teri saanein chalti jidhar
Rahunga bas vahin umar bhar
Rahunga bas vahin umar bhar haaye
Jitni hasin yeah mulakaate hain
Unse bhi pyaari teri baatein hain
Baaton mein jo teri kho jaate hain
Aaun na hosh mein main kabhi
Bahon mein hai meri zindagi haaye..
Sun mujhe humsafar
Kya tujhe itnisi bhi khabar
Zalima tere ishq vich
Mein ho gaiyan kamli haaye..
Main to yun khadaa
Kis soch mein padaa tha
Kaise jee rahaa tha main deewana
Chhupke se aake tune
Dil mein samaa ke tune
Chhed diya kaisa yeah fasaana..
Muskuraana tujh hi se seekha hai
Dil lagaane ka tu hi tareeka hai
Etbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Bahon mein hai tere zindagi haaye..
Haan nahi tha pataa
Ke tujhe maan lunga khuda
Ki teri galiyaon mein is kadar
Aaunga har pahar
Sun mujhe humsafar
Kya tujhe itnisi bhi khabar
Ki teri saanein chalti jidhar
Rahunga bas vahin umar bhar
Rahunga bas vahin umar bhar haaye
Comments
Post a Comment