Waada Lyrics – Tony Kakkar












Waada tha har raat ka
Umar bhar sath ka..
Tu aaya nahi sajna..
Vaadon ka kya huva..
Vaadon ka kya huva..

Jo mere kuchh karz the
Tere bhi kuchh farz the
Tumhi to humdard the
Vaadon ka kya huva..
Vaadon ka kya huva..

Bewajah ishq mein sanam
Hum yoon na jalte
Humko pata jo hota
Ishq na karte..

Toone kaha tha aayega
Mujhe bhi intzar tha
Tha mausam barsat ka
Vaadon ka kya huva..
Vaadon ka kya huva..

Teri bewafayi ka agar
Shikwa na karte..
Dard dilon ke sanam
Hum kaise karta..

Aaj dil udhas hai
Suni suni si raat hai
Aashqon ki barsat hai
Vaadon ka kya huva..
Vaadon ka kya huva..




Comments