Bardaasht Lyrics - Humraaz (2002)

Song :  Bardaasht

Singers: K. K. & Sundhi Chauhan

Song Lyricists: Sudhakar Sharma

Music Composer: Himesh Reshammiya

Music Director: Himesh Reshammiya

Movie/album: Humraaz (2002)

Director: Abbas-Mustan

Music Label: Venus Records & Tapes Ltd.

Starring: Bobby Deol, Akshaye Khanna, Amisha Patel

Producer : Ganesh Jain,Ratan Jain

Distributer : Venus Movies

Release on: 5th July, 2002



Bardaasht Lyrics

Bardaasht nahin kar sakta ab door nahin reh sakta ek din...(2)...
Tere bin ...
Bardaasht nahin kar sakta ab door nahin reh sakta ek din...(2)...
Tere bin ...

Yeh ishq wishq to yaar bada hai kamaal yeh paida karta hai laakho sawal...(2)...
Kahin khwaab yeh dikhaata hai kahi dard yeh jagaata hai
Yeh mushkile badata hai jannat bhi yeh dikhaata hai
Jannat se door jaaye kahan jaaye kahan jaaye kahan
Bardaasht nahin kar sakta ab door nahin reh sakta ek din...(2)...
Tere bin ...

Jo na ho aarzo to aashqui hai kya jo sanam na mile to zindagi hai kya...(2)...
Yeh aashqui lubhaati hai lekin bada sataati hai
Nazdikiyaan laati hai kabhi dooriyan badati hai
Mit jaane do yeh dooriyan yeh dooriyan yeh dooriyan
Bardaasht nahin kar sakta ab door nahin reh sakta ek din...(2)...

Tere bin...


Comments