Jaan Meri Jaa Rahi Sanam Lyrics - Lucky

Song :  Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Music : Adnan Sami
lyrics : Sameer
Singers : Adnan Sami, Lata Mangeshkar
Movie : Lucky
Starcast : Salman Khan,Sneha Ullal, Mithun Chakraborty
Director : Radhika Rao and Vinay Sapru
Producer : Sohail Khan,Bhushan Kumar , Krishan Kumar
Written by : Radhika Rao,Milap Zaveri
Distributed by : Sohail Khan Productions
Released : 8 April 2005


 Jaan Meri Jaa Rahi Sanam Lyrics


Aa Ke Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam...
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam...
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam...

Aa Ke Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam...
Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam...

Aa Ki Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam...
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam...
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam...

Kya Mohabbat Hai
Kya Nazaara Hai
Kal Talak Ye Dil Tha Mera
Ab Tumhara Hai

Kya Tamanna Hai
Kya Ishara Hai
Hamne To Pal Pal Tadap Ke
Pal Guzaara Hai
Ho Hamne To Pal Pal Tadap Ke
Pal Guzaara Hai

Dekho Dekho Na
Ab Karo Na Mujhpe Yu Sitam..
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam..

Aa Ki Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam...
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam..

Kya Ladakpan Hai
Kya Jawaani Hai
Ab Tumhare Naam Saari Zindagani Hai

Kya Haqeeqat Hai
Kya Kahaani Hai
Saamne Mere, Mere Sapno Ki Rani Hai
Hoo Saamne Mere, Mere Sapno Ki Rani Hai

Ab Saha Na
Ab Saha Na Jaaye Mujhse
Doori Ka Ye Gham
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam..
Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam..

Aa Ki Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam..
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam..
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam...
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam....

Comments