Wo ladki nahi zindegi hai meri Lyrics - Vaada

Song : Main Ishq Uska
Music : Himesh Reshammiya
lyrics : Sameer
Singers : Alka Yagnik, Babul Supriyo
Movie : Vaada
Starcast : Arjun Rampal,Amisha Patel,Zayed Khan
Director : Satish Kaushik
Producer : Vashu Bhagnani
Writer : Rumi Jaffery
Distributer : Puja Films
Released : 7 January 2005



Wo ladki nahi zindegi hai meri Lyrics

Main Ishq Uska Woh Aashiqui Hai Meri
Main Ishq Uska Woh Aashiqui Hai Meri
Woh Ladki Nahi Zindagi Hai Meri...
Woh Ladki Nahi Zindagi Hai Meri...

Uske Hi Dil Main
Aab To Rehna Hai Har Dum
Uss Dil Ruba Se Kehna Hai Har Dum

Main Ishq Uska Woh Aashiqui Hai Meri
Main Ishq Uska Woh Aashiqui Hai Meri
Woh Ladki Nahi Zindagi Hai Meri...
Woh Ladki Nahi Zindagi Hai Meri....

Khusboo Jaisi Aaye Jaaye
Kitna Dil Ko Woh Tadpaye
Meri Sansein Meri Dhadkan
Woh Hai Mera Deewanapan
Betaabiyon Main Hai Woh Raahat Ka Mausam
Uske Liye Hi Meri Chaahat Ka Mausam
Main Hosh Uska Woh Bekhudi Hai Meri
Main Ishq Uska Woh Aashiqui Hai Meri
Woh Ladki Nahi Zindagi Hai Meri.....

Aankhon Main Hai Uska Chehra
Yaadon Main Hai Uska Pehra
Main Hu Rahi Woh Hai Manzil
Karna Hai Ab Usko Haasil
In Dhadkanon Main Baje Uski Hi Sargam
Woh Meri Jaana Hain Woh Meri Jaanam
Main Chain Uska Woh Tishnji Hai Meri
Main Ishq Uska Woh Aashiqui Hai Meri
Woh Ladki Nahi Zindagi Hai Meri...

Woh Ladki Nahi Zindagi Hai Meri.....

Comments